Monday, February 18, 2008

Zubaan Hi Sirf Ek Zariya Nahin
Jo Aap Shabdon Ko Samajh Paayein Ge
Kabhi Aankhon Main Jhaank Kar Dekhiye
Hazaron Alfaaz Khud Ba Khud Bekhar Jayei

&&&&&***&&&&&***&&&&&***&&&&&
Nazar hamari nazar tumhari
nazar ne dil ki nazar utari
nazar ne dekha nazar ko aise ki
kabhi nazar na lage dosti ko hamari.

&&&&&***&&&&&***&&&&&***&&&&&

No comments: